Tuesday, August 23, 2016

JUMAA KE DIN KE AAMAL

1-Jumaa ki raat SURAE DUKHAN padhe para no 25       
 jo shaks jumaa ki raat ye surah padhega uski bakhshish kardi jaaygi """dusree riwayat me hai """subah tak 70 hazar farishte uske liye asyagfar karte hai
(Attargeeb wat tarheeb 1/345

2-Surae kahaf 15 paare me / ise jumaa kee magrib se pehle tak padhle
Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
Jo shakhs Jum'aa ke din Sura e Kahaf padhega,
Uskey liye eik Jum'aa se dusrey Jum'aa ke darmiyaan eik noor chamakta hoga.
(MUSTADRAK -3392)
DUSRON KO FWD KARNE KI GUZARISH 

 3-Namaze jumaa ke baad foran (orte zohor ke baad)
Surae iklaas (qul huwallahu ahad) 7 martaba
Surae qul auozubi rab bil falaq 7 martaba
Surar qul auozubi rab bin naas 7 martaba
Is se aainda jumaa tak inshaallah burai se mahfooz rahega

4-Namaz ke baad foran  100 martaba
SUBHAANALLA HIL AZEEME WABI HAMDIHI
padhe inshaallah isse khud ke 1 laakh aor walid aor walida ke 24 hazar gunaah maaf honge
AMALUL YOM WALLILAH

 5-Asr ke namaz ke foran baad apni jagah par bethe huwe
ALLAHUMMA SALLI ALAA MUHAMMADI NIN NABIYYIL UMMIYYI WA ALAA AALIHI WA SALLIM TSLEEMA
80  martaba padhe inshaallah 80 saal ki ibadat kaa sawab milega 80  saal ke
gunaah maaf honge
TABRANI
AAJ JUMAA KI RAT HI
Jo koi chahta ho ke apne pyare "mushfiq AAQA sallallahualyhiwasallam ki khwab me ziyarat kare uose chahye ke  amal  jumaa ki raato tak kare Allah se ummid hai ke ziyarat naseeb ho jaaygee
Ye wazifa HAZRAT SHAIKH ABDUL HAQQ MUHADDIS DEHLVI RA ne likha hai aor MOLANA YUNUS PALANPOORI DB ne apne sabaq me naqal kiya hai
DO RAKAT NAFL PADHE
PEHLI RAKAT ME SURAE FATIHA KE BAAD 11 MARTABA AAYATUL KURSI PADHE
DOISRI RAKAT ME SURAE FATIHA KE BAAD 11 MARTABA SURAE IKHLAAS (QUL HU WAL LAAHU AHAD) PADHE
NAMAZ KHATM KARNE KE BAAD 100 MARTABA YE DURUD PADHE
Allahumma salli alaa saiyyidina muhammadi n wa alaa aali saiyyidina muhammadin adada khalqik wa rizaa nafsik wa zinata arshik wa mi daada kalimatik

0 comments:

Post a Comment

Visitors

Flag Counter